Banunga mai hafiz-e Quraan Main Bhi Madrase Jaunga

Main Bhi Madrase Jaunga Banunga mai hafiz-e Quraan


main bhi madarse jaunga,mein bhi madarse jaunga,banoonga mai hafiz e quran,mai bhi madarse jaaunga banunga mai hafiz e quran,me bhi madarse jaaunga banunga hafiz e quran naat,me bhi madarsa jaunga,main bhi banunga hafiz e quran.,mai bhi banunga hafiz quran,banunga main hafiz e quran,banunga mai hafiz e quran,banunga main hafiz quran,main bhi hafiz e quran banonga

Banunga mai hafiz-e Quraan
Banunga mai hafiz-e Quraan

Aye Mere Pyare Baba Jaan
Mere Dil mein hai Armaan
Main Bhi Madrase Jaunga
Banunga Main Hafize Quraan

Aye Mere Pyare Baba Jaan
Mere Dil mein hai Armaan

Nawwir Qulubana Bil Quraani Ya Rabbana
Zayyin Akhlaqana Bil Quraani Ya Rabbana



Suna hai Hafize Quraan ke
Maa Baap ko Jannat Milti Hai
Taje Fakhar Unke Sar Par
Shano Izzat Milti hai

Suna hai Hafize Quraan ke
Maa Baap ko Jannat Milti Hai
Taje Fakhar Unke Sar Par
Shano Izzat Milti hai

Mujhe bhi Aisa Mouqa De
Jaldi Dakhila Dilwa de
Banunga main Azeem Insaan
Banunga main Hafize Quraan

Allah hu yu Waffiqukum
Allah hu yu Waffiqukum

Ek Ek Aayat Padhunga main
Darje pe Darja Chadhunga main
Manzil Meri Wahin Hogi
Khatm Jahan pe Karunga main

Ek Ek Aayat Padhunga main
Darje pe Darja Chadhunga main
Manzil Meri Wahin Hogi
Khatm Jahan pe Karunga main

Rab ki Nawazish Paunga
Haqqe Sifarish Paunga

Banunga Nabi ka Main Mehmaan
Banunga Main Hafize Quraan

Allahumar Hamna Bil Quraanil Azeem
Allahumar Hamna Bil Quraanil Azeem

Maan Baap hain Unke Azeem Bahut
Allah bhi hai jinpe Kareem Bahut
Bachchon ko Padha ke Kalame Khuda
Di hai Haseen Taleem Bahut

Bachcha Quraan Sunayega
Qabr main Ailaan Ayega

Baap ko hogi Jannat Ata
Banunga Main Hafize Quraan

Main Bhi Madrase Jaunga
Banunga Main Hafize Quraan

Hifze Quraan Sa’adat hai
Dono Jahan ki Rahat hai
Lekin Bachchco yad Rakho
Asl to iski Itaa’at hai



Iske Mutabiq Jeevan ho
Warna Aag ka Indhan ho

Yaad Rakho Roohani Bayan
Banoge Tum Hafize Quraan

Main Bhi Madrase Jaunga
Banunga Main Hafize Quraan
Previous
Next Post »