Dare Nabi par pada Rahunga Pade hi Rehne se kaam hoga
Dare Nabi par pada Rahunga Pade hi
Rehne se kaam hoga
Kabhi to Qismat Khulegi meri Kabhi to
mera Salam hoga
Khilafe Mashooq kuch hua hai na koi
Aashiq se kaam hoga
Khuda bhi hoga Udhar bhi aye Dil
Jidhar wo Aali Maqam hoga
Kiye hi Jaunga Arze matlab Milega jab
tak na dil ka matlab
Na Shame Matlab ki Subah hogi Na ye
Fasana Tamaam Hoga
Dare nabi par pada Rahunga Pade hi
Rehne se kaam hoga
Kabhi to Qismat Khulegi meri Kabhi to
mera Salam hoga
Jo dil Se hai Maa’ile Payambar Ye
uski Pehchaan hai Muqarrar
Ke Har Dam is be Nawa ke Lab par
Durood hoga Salaam hoga
Isi Tawaqqo mein Ji Raha hoon Yehi
Tamanna Jila Rahi hai
Nigahe Lutfo Karam na hogi to Mujhko
Jeena Haraam hoga
ConversionConversion EmoticonEmoticon