Kabhi Aise Hazri ho Dare Mustafa pe Meri Mere Samne ho Roza Mujhe Maut Aa Rahi ho

Kabhi Aise Hazri ho Dare Mustafa pe Meri

Mere Samne ho Roza Mujhe Maut Aa Rahi ho

Kabhi Aise Hazri ho Dare Mustafa pe Meri

Main Khuda se Mangti hoon Ye Dua Qasam Khuda ki
Mere Dil mein ho Madeena Mere Lab pe Ya Nabi ho

Kabhi Aise Hazri ho Dare Mustafa pe Meri

Kahe Maut mujhse jis Dam Tera Waqt Aakhri hai
Meri Rooh Us Ghadi bhi Teri Naat Padh Rahi ho

Mere Dil Mein Aarzu Hai Abhi Jaan Doo LIpat kar
To Sunheri Jaaliyon ko Meri Aankh Choomti ho

Kabhi Aise Hazri ho Dare Mustafa pe Meri

Mera Bhar De Itna Kaasa Ke Kahun Na Khud ko Mangta
Jo Mili Nahi Kisi ko Mujhe Bheek wo Mili ho

Kabhi Aise Hazri ho Dare Mustafa pe Meri

Mere Lab pe Ya Muhammad Rahe Bas Kalish Muzaffar
Ho Yahi Mera Wazeefa Yehi Meri Bandgai ho

Kabhi Aise Hazri ho Dare Mustafa pe Meri
Mere Samen ho Rouza Mujhe Maut Aa Rahi ho
Previous
Next Post »