Shah-e Madina Shah-e Madina Yasrab ke Waali Saare Nabi Tere Dar ke Sawali

Shah-e Madina Shah-e Madina


shahe madina,madina,shahe madina naat,shah e madina,shahe madina naat sharif,shahe madina shahe do aalam,shahe madina naat shahida mini,shahe madina naat full original,shahe madina naat 2019,new qawali 2014 - shahe madina shahe do alam - qic,shahe madina naat full lyrics,suno arz ya shahe madina,veena malik shahe madina,shahe madina naat in rabab must watch,shahida mini shahe madina


Shah-e Madina Shah-e Madina
Shah-e Madina Shah-e Madina

Shah-e Madina Shah-e Madina
Yasrab ke Waali Saare Nabi Tere Dar ke Sawali

Shah-e Madina Shah-e Madina

Jalwe hain Saare Tere hi dam se
Aabaad e Aalm tere Karam se
Nakshe Khayali
Sare Nabi tere Dar ke Sawali
Shah-e Madina Shah-e Madina



Tere Liye hi Duniya Bani hai
Neele Falak ki Chadar Tani hai
Tu Agar na hota Tu Agar na hota
Duniya thi Khali
Saare Nabi tere Dar ke Sawali
Shah-e Madina Shah-e Madina



Tune Jahan ki Mehfil Sajai
Taarikiyon me Shama Jalai
Tune Jahan ki Mehfil Sajai
Taarikiyon me Shama Jalai
Har Simt Chaayi Har Simt Chaai
Thi Raat Kaali
Saare Nabi tere Dar ke Sawali
Shah-e Madina Shah-e Madina

Shah-e Madina Shah-e Madina
Shah-e Madina Shah-e Madina
Yasrab ke Waali Saare Nabi Tere Dar ke Sawali
Shah-e Madina Shah-e Madina

Newest
Previous
Next Post »