Wo Dhoopon mein Tapti Zameeno Pe Sajde Safar me Wo Ghodon ki Zeenon pe Sajde

Wo Dhoopon mein Tapti Zameeno Pe Sajde Safar me Wo Ghodon ki Zeenon pe Sajde


wo dhoopon me tapti zameenon pe sajde,wo dhoopon me tapti zameeno pe sajde with lyrics,wo dhoopon me sajde lyrics,wo dhoopon mein tapti lyrics,zameenon pe sajde,wo dhoopon mein tapti,wo dhoopon me tapti lyrics,sajde,wo dhoopon may tapti,wo sajdon ke shoqeen ghazi kahan hain,wo sajdon ke shauqeen ghazi kahan hain,museebat mein sajde,wo dhoopon,madawa ke sajde,sajday wo dhoopon mein tapti mp3 wo dhoopon mein tapti ringtone download wo dhupo me tapti lyrics dhoop mein tapti zameeno pe sajde wo dhupo me tapti mp3 download wo dhupo me tapti lyrics in urdu woh dhoop mein sajde mohabbat ke sajde naat lyrics


Wo Dhoopon mein Tapti Zameeno Pe Sajde

Safar me Wo Ghodon ki Zeenon pe Sajde


Chattanon ki Unchi Jabeenon pe Sajde
Wo Sehra bayaban ke Seenon pe Sajde

Halalat pe Sajde Museebat mein Sajde
Wo Faaqon mein Hajat mein Ghurbat mein Sajde

Wo Jango Jadal mein Hirasat me Sajde
Laga Teer Zhakhmon ki Halat mein Sajde

Wo Gharon ki wahshat mein Purnoor Sajde
Wo Khanjar ke Saaye me Masroor Sajde

Wo Raaton ko Khalwat se maamoor Sajde
Wo Lambi Rakaaton se Mashoor Sajde

Wo Sajde Muhafiz Madadgar Sajde
Ghamon Ke Moqabil Atarbar sajde

Najat or Bakhshish ke Salaar Sajde
Jhuka sar to Bante the Talwar Sajde

Wo Sajdon Ke Shauqeen Ghazi Kahan hain
Zameen Poonchti hai Namazi Kahan hai

Hamare Bujhe Dil se Bezaar Sajde
Khayalon mein Uljhe Huye char Sajde

Musalle hai Resham ke Beemar Sajde
Chamkti Deewaron mein Laachar Sajde

Riyakar Sajde Nadar Sajde
Benoor Bezauq Murdar Sajde

Saron ke Sitam se hain Sangsar Sajde
Dilon ki Nahoosat se Masmar Sajde

Hai mafroor Sajde Hain maghroor Sajde
Hai Kamzor BE Jaan Ma’zoor Sajde

Gunaahon ki Chakki Mein Hai choor Sajde
Ghaseete Ghulaamon Se majboor Sajde

Ke Sajdon mein Sar hai Bhatkte hain Sajde
Sarasar Saron par Latakte hain Sajde

Nigahen Khuzu mein Khatakte hai Sajde
Dua’on se Saman Jhatakte hai Sajde


Wo Sajdon ke Shuqeen ghazi kahan hai
Zameen Puchti hai Namazi kahan hai

Chalo Aao Karte hain Tauba ke Sajde
Bahut Tishnagi se Tawajjo ke Sajde

Maseeha ke Aage Madawa ke Sajde
Nadamat se Sarkham Shiksta se Sajde

Raza Wale Sajde Wafa Waale Sajde
Amal ki Taraf Rahnuma Wale Sajde

Sarapa Adab Iltijja Wale Sajde
Bahut Aa’jizi se Haya Wale Sajde

Nigaahon ke Darban Rudar Sajde
Wo Chahere ki Zohar chamkdar Sajde

Sarasar Badal de Ji Kirdar Sajde
Ke Ban Jayen Jeene ke Atwar Sajde

Khuzu ki Quba mein Yaqeen Wale Sajde
Lahad ke Makeen  Hamnasheen Wale Sajde

Hon Shafi Ya Mehshar Jabeen Wale Sajde
Hon Shafi Ya Mehshar Jabeen Wale Sajde

Wo Sajdon Ke Shauqeen Ghazi Kahan hai
Zameen Poochti hai Namazi kahan hai
Zameen Poochti hai Namazi kahan hai
Previous
Next Post »